Blog Py Google Adsense ka Aprovel Kaisay Laita Hain/2020

Blog Py Google Adsense ka Aprovel kaisay laita hain/2020

Google adsense k baray main sab sy ziada pucha janay wala sawal ↓

01: Blog py Google Adsense ka aprovel kaisay laitay hain?
Blog py googls adsense laina bhoot asan hai  ager ham google ki terms and condition follow karay.
Ham log hamesha koi short cut marnay ki koshish kartay hain.Hamen chahiyay k ham google ki terms and codition ko purri tarah follow karay aor legal tarekay sy aprovel lay.Tow aj k is article ko pura per kar ap is kabil ho jao gay k ap bilkul asani sy aprovel lay lo gay. Ap k liya google adsense lena bhoot asan ho jaye ga is article ko read karnay  k baad tow chaliya shuru kartay hain.

02:  Google Adsense k aprovel k liay 8 rules follow karay.
     01:Choose the Right nich for your unique and your owen content. 
Ap sab se pehlay apni nich choose karay jis main ap expert houn.Yani k ager apko technology ki malomat hai tow tech k uper apni blog banaye.Ager ap ko health aor k baray main ko jankari hai tow app health k uper apni blog baye.jis cheez k baray main apko ziada jankari hai us nich apna blog bnaye. jis nich main ap expert houn nich choose karay.
  02:Write unique content.
Apna unique content likhay ager apko english ati hai tow english main content likhay ager apko urdu ya hindi ati hai tow ap urdu ya hindi main b apna content likh saktay hain.Ap ko youtube py asi hazaro videos milay gi jin main apko guide kiya jata hai k ap content bagair likhay trick use kar k kaisay article free main hasil kar saktay hain wo sab tricks google adsense k agay kuch b nahi hain google adsense kehta hai k jab tak apna khud ka content nahi likhtay apko aprovel nahi diya jaye ga tow youtube dekh kar ham log jab article likhtay hain phir jab google adsense site ko disaprove kar deta hai phir ham sochtay hain k content b unique tha laken youtube ki short cut content likhnay ki tricks hamara waqat zaya kar deti hain  aor hamari site b google disaprove kar deta hai.apna khud ka unique content likhay aor guarantee deta houn apko content ki waja ap ki site rejact nahi hogi.
 03: Make pages on your site.
teesray number py pages ap nay apni site per 5 pages add karnay hain aor 5 pages k name about us, contact us,privacy policy,terms and conditions,disclaimer ye 5 pages ap nay bananay hain jo bhoot zaroori hotay hain.
04:Choose professional looking and mobile friendly theme.
Ap ko wo theme choose karni hai jo ek dum professional aor dikhnay main bhoot achi ho.Ap nay wo theme choose karni hai ko mobile friendly ho aor jo ap k nich pay suite b karay aor us main koi asa link  ya code nahi hona chahhiya  jis ki waja sy  apka google adsense disaprove ho jaye.
05:how much posts for Google adsense aprovel
 Ap k pass taqreban 20 sy 25 post apki apni honi chahiyay  jo ap nay khud likhi houn.20 sy 25 posts aprovel k liyay bhoot zaroori hain. Apki 1 post main 500 ya phir 600 word hona zaroori hai.
06:Choose the high level domain for good resutls.ap ko domain high level ki use karni hain yani free domain  jaisay .tk,.ml, .ga, Apko free wali domain buy nahi karni jis ki waja sy apk adsense disaprove ho jaye apko is baat ka khaas khayaal rakhna hai k jab b custom domain lgao tow .com .org . info jaisa domains ap apni blog k liya y choose karay is sy apki website per acha asar paray ga aor apki site rank b karay gi.
07:Site SEO.
Ap nay is baat ka khayal rakhna hai k apki site ap nay google search console main submite karni hai aor apki sari posts google main index karwani hai ye sab sy lazim kaam hai is k bagair apko kabi b aprovel nahi mil sakta yaad rakhay SEO k bagair apki site google adsense reviewe nahi karay ga aor disaprove kar day ga ya rule apko kaisay b k kar k follow karna hai ye bhoot zaroori hai.
08:Maximume organic traffic for aprovel.Apki site ki har post pay organice 100 ya 150 traffic honi chahiyay. Ager ap nay kahi sy koi traffic khared kar ya phir kis bot ki madat sy koi traffic laye tow apki site rejact ho jaye gi. Ap nay traffic facbook,twitter,whatsapp,linkdin, yani social media sy traffic laini hai jo social media sy traffica atti ha wo organice traffic hoti hai jis sy Google Adsense k aprovel k chance bhr jatay hain.
NOTE:Ager ap nay ye 8 rules follow kar liya tow 100 and 10% percent apko adsense ka aprovel milay ga ye meri guarantee hai 100%.


Post a Comment

0 Comments