Breadcrumbs Ka Error Kaisay Fix Karay Blog/WordPress In 2020

Breadcrumbs Ka Error Kaisay Fix Karay Blog/WordPress In 2020
  01: How to fix Breadcrumbs Error on google search console blogger/wordpress



Ek mahenay sy har kisi ko breadcrumbs ka error araha hai is ko kaisay fix kartay hain.purray article ko read kar k ap is kabil ho jaye gay k ap is error ko asani sy fix kar sakay gay ye bhoot asan si trick hai ap apnay blogger main ja kar post edit per click karay aor phir Lables per click karay aor lable ko check karay  ap k lable main koi galti  tow nahi for example SEO apka lable hai aor ap nay ek lable ki jagah 2 label likh diyay hain ya phir lable ki spelling mistake aor ek label likhnay k bjaye 2 lable ek he post py bna diyay hain tow apko breadcrumbs jesa error dekhnay ko mila hai post ka lable ek hi bna saktay hain kafi martba log asay he kartay hain k 1sy ziada lables ek post main bana detay hain jis ki waja sy breadcrumbs ka error dekhnay ko milta hai ager apko smaj nahi i phir nichay diyay gay screenshot ko dekhay.↓

Ab ap nay jana hai apnay google search console main us k baad  apni post ka url copy karna hai jis ka ap nay lable achay sy likha hai aor ek he lable hai us post ka url copy karay phir apnay google search console k inspect URL yani google search console k search bar main  apna url past kar k check karna hai k url se breadcrumbes ki error khatam hogaye ya phir dubara say wahi error show kar raha hai ager phir b yahi error show karta hai tow pershan honay ki zaroorat nahi hai ap nay har ek post ka lable theek karna hai jaisay main nay apko btaya hai k ap nay ek he lable rakhna hai jo apki post k related hai aor lable k spelling achi tarah check kar lay ta k apko breadcrumbs ka error dubara na dekhnay ko ay  search console breadcrumbs ka error lable theek b karnay sy  nahi ja raha tow ap nay simpe link py click karna hai aor→ googledatastructure main ja kar  apni har post ka url google data structer main test karay 100%guarantee hai k apka breadcrumbs ka error Google structured data testing tool main apko nahi dikhay ga google search console main 1 week k baad fix hojaye ga ye meray saath b huva tha main nay lables k spelling theek kiya aor phir aor jaha ek lable ki jagah thi waha 2 lable diyay thay waha ek he lable ka name likha phir google stuctured data tool main test kiya thay url  breadcrumbs ka error fix hogiya tha apko smaj ajaye is liyay main apni site main mistake kar k smja diya hai nichay screenshot ko dekhay.↓

Ap  dekh saktay hain k lable galat diya giya hai is liyay breadcrumbs ka error dekhnay ko mil raha hai umeed hai apko smaj agaye hogi iski ager kisi ko koi b error atta hai tow comment box main comment karay apni problem k related comment kar k bta dy main help kar du ga ager ye article acha laga ho tow apnay friends k saath zaroor share karay.

Post a Comment

0 Comments